Zindagi me kai masle hai,
lekin sabse bada masla toh zindagi hai
Beethi hue khushiyon ko samethna aur
aye hue ghumo ko chupana
isse ka naam toh zindagi hai...
Khuda ne har kisse ki taqdeer me yeh likha hai bus,
farak itna hai koi rone me bhi khushi dhund layta hai
aur koi, khush reh ke bhi roh deta hai.
Khushi aur ghum rafeeq jaise hai,
dil ki dehleez ki haazri pe aankhoin me aasu
aur hontho pe muskan de jate hai
Hontho pe dard ki muskan aur aankhoin me khushi ki nami
pehchani aaj tak kisne hai
Dil ka haal toh bus zindagi se pucho,
gawa hai woh iss dil-e-muztar ki ruswai ka
jisne ghummo ki hasi aur khushiyon ki nakli nami ko
samaj se kiya hai parda
shaukeen se nahe, majboori hai uski bhi
Yahe hai zindagi ki zindagani
zindagi me masle nahe, masla hai zindagi

No comments:
Post a Comment