Tum wahe, main wahe
Par woh waqt kaha se lau jo guzar chuka
Pyar aaj bhi wahe, aur khayal bhi
Par woh lamha kaha se lau jo jee ke mar chuka
Jo sath guzare the pal
Wahe guzre hue pal kaha se lau
Mulakate, tadap, aur junoon aaj bhi kayam hai
Par phele jaisa mahol kaha se lau
Din char din beethta ja raha
Par woh guzzra hua saal kaha se lau
Aaj bhi wahe dastak tumhare
Par woh unsunni aahat kaha se lau
Wahe raasta, wahe modh aaj bhi mukammal jahaan
Par wahe MAIN, aur wahe TUM kaha se lau
Par woh waqt kaha se lau jo guzar chuka
Pyar aaj bhi wahe, aur khayal bhi
Par woh lamha kaha se lau jo jee ke mar chuka
Jo sath guzare the pal
Wahe guzre hue pal kaha se lau
Mulakate, tadap, aur junoon aaj bhi kayam hai
Par phele jaisa mahol kaha se lau
Din char din beethta ja raha
Par woh guzzra hua saal kaha se lau
Aaj bhi wahe dastak tumhare
Par woh unsunni aahat kaha se lau
Wahe raasta, wahe modh aaj bhi mukammal jahaan
Par wahe MAIN, aur wahe TUM kaha se lau